How to Change Folder Icon to your Photo in Hindi




Dosto Kya aap jaante aap apne computer ke FOLDER ICON me aap apna kud ki photo laga sakte hai ji ha aapko lag raha hai yeh kaise ho sakta hai. aaj me aapko step by step folder ke icon ko apne photo me change karna bata raha hu..



  • Sabse pahle aap paint open kare aur jis photo ko aap folder icon me rakhna chahte hai usko paint me open kare.
  • Ab Resize me click kare aur pixel ko select kare,
  • Ab avertical me 70 type kare, horizontal apne aap fill ho jayega.
  • Ab aapko image bikul chota hua hoga
  • Is photo ko ab aapko save karna hai
  • Save as me click karke koi bi naam type kare aur naam ke aage .ico type kare aur save type as me 24-bitmap me select karke photo ko kahi b save karde.
    Example :- Photo.ico
  • ab aap ek naya folder create kare aur folder me upar right click kare then properties me jaakar customize pe click kare. 
  • Ab change icon me click kare aur jaha aapne .ico file ko save kiya tha usko select karde.
  • Ab aapka folder ka icon aapki photo me ho gaya hoga.





Aasha karta hu aapko yeh post bahut acha laga hoga, Yadi aapke pass koi sujaav hai toh jarur comment kare.


Tags - Change folder icon to my photo,folder ko kaise change kare, folder icon ko kaise badle, folder ko apna photo me kaise daale,

Latest
Previous
Next Post »

1 comments:

Write comments